Friday, September 10, 2010

Pyaar Mein Duube Huye

Umar bhar ki joo kamai thi gaava aaya hoon
ek khazaana jaise loota aaya hoon
apni haasti ko hee ladta hai meeta aya hoon
tere khat aaj mein ganga mein baha aya hoon
aag bahate hue paani mein laga aaya hoon
tune likha tha jaala doon main teri tasveerein
tune chaha tha jaala donn main teri teehrerein
soch leen magar maine magar kuch aur hee taabrerein
tere khat aaj mein ganga mein baha aya hoon
aag bahate hue paani mein laga aaya hoon
pyaar mein Duube huye Khat main jalaata kaise
tere haathon ke likhe Khat main jalaata kaise
tere Khat aaj main gangaa mein bahaa aayaa huuN
aag bahate huye paannii mein lagaa aayaa huuN
tere voh khaat , chaale ,voh lifaafe bhi gaye
ek yug khatam hua
yug ke faasaane bhi gaye
tujh se miilne ke woh baahane bhi gaye
tere khat aaj mein ganga mein baha aya hoon
aag bahate hue paani mein laga aaya hoon
kitnaa baichain unhein lene ko ganga jal thaa
joo bhi dhaara tha unnhee kee liye voh beekal tha
pyar aapne bhi too ganga ki tarah nirmal tha
tere khat aaj mein ganga mein baha aya hoon
aag bahate hue paani mein laga aaya hoon

No comments:

Post a Comment